PayAnce ek trusted loan app hai Jahan se aap instant loan le sakte hain yah app market mein bilkul naya hai. abhi yah PlayStore per early access mein aapko available ho jaega, per fir bhi aap is App se kam se kam samay mein bahut se prakar ke loan le sakte hain jaise personal loan education loan home loan kar loan gold loan aur Kai prakar ke loan.
Personal loan aaj ke samay mein kaun nahin Lena chahta kyunki iski jarurat kisi bhi samay pad jaati hai, aur jaise ki ham logon ko pata hai agar ham kisi ke pass loan lene jaenge to vah humse bahut sare sawal poochhne lag jaate hain, jisse ham logon ka bahut jyada time kharab ho jata hai, ine chijon se bachne ke liye market mein bahut sari aisi loan application aa chuki hai jo aapko bina kisi faltu sawalon ke loan provide kar deti hai. Aur yah application aapse bahut hi kam document leti hai kyunki yah ek paper Les process hota hai, Jahan per aapko 2,3 document provide karvani hote hain jiske baad aapka loan approve kar diya jata hai.
PayAnce prakar ka instant loan application hai jo aapko kam se kam samay mein acchi suvidha Dene ka Vlvada karti hai. Vaise dekha jaaye to aaj ke samay mein loan to koi lena nahin chahta per unke samne kuchh aisi conditions a jaati hai ya fir kuchh aisi situations a jaati hai jiski vajah se unhen loan lena pad jata hai, inhi pareshaniyon Ko dur karne ke liye PayAnce jesi loan apps apki madad karti hai.
Aaj ke block mein ham janenge kis prakar se aap PayAnce App se personal loan le payenge ? PayAnce App se kaise loan lena hai ? PayAnce App mai kitna interest lagta hai ?
PayAnce Instant Loan App aapko Kai prakar ke loan provide karvati hai per aaj ke is blog mein ham Mili focus karenge personal loan pe.
PayAnce Instant Loan App Kya Hai ?
PayAnce instant loan app ek prakar ki loan dene wali application hai, yah application aapko PlayStore per available ho jayegi abhi ke samay dekha jaaye to yah ek early access stage per PlayStore per available hai. Yah app aapko Kai prakar ke loan provide karvati hai Jaise instant loan personal loan klcar loan etc. Per yah ek trusted loan dene wali application hai, yahan per aap bahut prakar ke loan ke liye apply kar sakte hain.
PayAnce Instant Loan App Se Loan Kaise Le ?
PayAnce loan App se loan lena bahut jyada aasan hai iske liye aapko kuchh steps ko follow karna hai, Jaise maine niche mentioned kar rakha hai .
1. Pahle aapko is app ko Play Store se download karna hai yah ek bahut Chhota application hai jo ki bahut jaldi download bhi ho jayegi.
2. PayAnce Instant Loan App hone ke bad aapko apna phone number verify karvana hai jiske liye aapko OTP enter karna hoga.
3. Jiske bad aapko kuchh basic details feel karni hogi. Jaise Adhar Cards Number, Pan Card Number, Selfie, Bank Account Statement Of Three Months With Salary Credit.
4. Aapko apna loan amount select karna hai , or apko tenure time select karni hai.
5. Jiske bad yah aapke linked bank account mein paise transfer kar denge, iske liye aapko kuchh samay ka wait karna pad sakta hai.
PayAnce App Se Ham Kitna Loan Le Sakte Hai ?
Aap personal loan 50 lakh Tak ka le sakte hain iske alava aap home loan 5 Crore rupaye yak ka le sakte hain.
- Personal Loan Upto 50 Lakhs
- Home Loan Upto 5 Crores
PayAnce App Mai Konse Documents Lagte Hai ?
Yah ek instant loan application hai jo aapko paperless experience deti hai, Jahan per aapko bahut hi kam documents provide karne ki jarurat hai.
Documents Required For PayAnce Loan App -
1. Adhar Card Number
2. PAN Card Number
4. Selfie
5. Bank Account Statement Of Last 3 Months
PayAnce Instant Loan App Features -
PayAnce ek loan app ke sath sath or bhi kai suvidhaye deti hai . Aap Kai prakar ke aur kam bhi kar sakte hain jaise mutual fund mein invest karna SIP karna .
Is app ki sahayata se aap Nifty 50 index mein bhi invest kar sakte hain , Navi Large Cap & Mid Cap Fund mai bhi invest kar sakte hai.
Yah app ELSS Fund ke through tax safe karne mein bhi madad karti.
Is application ke andar aapko kisi prakar ka investing charge dene ki koi jarurat nahin hai, aap bina kisi charge ke invest kar sakte hain.
PayAnce Instant Loan Mai Kitna Interest Lagta Hai ?
Yah App aapko personal loan ke sath sath home loan bhi provide karti hai aur ine donon ki interest rate kafi alag hai.
Personal Loan APR - 22%
Tenure Time - 3 se 60 mahine tak k liye loan ke sakte hai
Processing Fee - 2.5% to 6% ( Min. ₹1499+GST & Maxi. ₹7499+GST)
Home Loan APR - 6.4%
Tenure Time - 25 Saal tak ke liye home loan le sakte hai.
Loan Amount - Aap home loan , home ki 90% value tak ki le sakte hai.
Charge - Zero preclosure charge
PayAnce Health Insurance Kaise Le ?
Main app aapko help insurance bhi provide karti hai, agar aap jyada jankari chahte hain, to aap is app Ko download karke Puri jankari Le sakte hain, ya fir aap inke customer care support se apni sari samasyaon ka hal poochh sakte hain.
PayAnce Instant Loan App Real Or Fake ?
Legend application hai aur bilkul real application Hai kyunki is app ke andar aapko mutual fund provide Kiya jata hai jo ki indirectly Navi Personal Loan application Hai uske dwara diya jata hai.
Aur jaisa ki hamen pata hai NAVI ek SEBI registered application hai, to vah kisi prakar ka scam nahin kar sakti.
PayAnce app ko indirectly NAVI Personal Loan App bhi support kar rahi hai aur Jahan itni badi organisation aise apps ko support karti hai to vah pic application fake nahin ho sakti isliye aap is app per vishwas kar sakte hain aur yahan se loan ke liye apply kar sakte hain.
0 Comments